Revenuihits से अकाउंट बनाकर पैसे कैसे कमाये

Revenuihits से अकाउंट बनाकर पैसे कैसे कमाये

RevenuiHits Se पैसे कैसे कमाये Adsense World ka famous Advvertising Network hai Is Par approoval pana thoda hard Hota hai. Lekin aapke liye ad network ke roop me Revenuihits par account banakar  jiske ad apne blog/website me use kar sakte hai. Revenuihits se paise kaise kamaye ye jankari is post me hai details me.

Revenuihits Kya hai?

Post ke pahli jhalak se pata to chal hi gaya ki revenuihits ek ad network hai. Jiski estd 2008 me hui thi Aur ye desktop aur mobile ad placement par kaam karta hai aur jab us ad par click karta hai to uske badle me revenuihits humme paise deta hai.

Read More >>

Revenuihits ke Kaam Karne ki Techniques

1. Is site par diye gaye ad ko apne blog me copy aur paste karke paise kama sakte hai. 
2. Iske liye revenuihits hume 8 prakar ke Desktop Placement tatha 6 type ke Mobile placement ad ki suvidha deti hai.
3. Jise aap apne choice se use kar sakte hai. Revenuhits se paise kamane ke liye aapko sign up yani ek account banana hoga.

Payment ::

paypal - minimum 20$
Wire transfer - 500$

Revenuihits Par Account Banane ke Process

Sabse pahle aap revenuhits ki website par jaiye aur    sign up    par click kare.
Right side me new window me page open hone par sign up ka Form hoga jise aap fill kare.



  • First step. Me apna naam, last naam fill kare.
  • Site ka url bhare.
  • Site ki category bhare.
  • Email id daale ( yadi aapke paas e-mail id nahi hai to banane ke liye yaha click kare )
  • Possword apna choose kare aur wahi possword repeat jaroor kare second tab me.
  • Captcha code enter kare fir term and conditions par tick kare.
  • Submit button par click kare.
Ab Aapka account ban gaya hai. Ab code ko place kaise kare aaiye jante hai.



Revenuihits Code Placing On Your Blog Or Web

1. Apne user id aur possword se revenuhits ki website me log in kare aur home-page par open ho jayega.
2. Green colour me new placement par click kare
3. Isme aapko do option milenge.
  • desktop placement 
  • mobile placement 
4. Apne Choice ke place ke choose karne par ek form bharne ko aayega jis par details  bhar de. 

5. Phir code find par click karke code ko prapt kar le . Ab aapko code ko copy karke apne blog par lagana hai. yaha par blogger me ad code ko kaise paste kare bataya gaya hai.

Revenuihits ke Ad Code Place Kare Blogger Par

1. Blogger me sign in kijiye >> dashboard >> layout >> Add a gudget par click kijiye
2. Aapko Html/javacript option par click karna hoga.

3. Code ko paste kijiye save par click kijiye.
4. Aapka ad code aapke website par place ho gayi hai.

Ab aapke website par code place hone ke ad show hone lagega aur jab koi us ad par click karega to ussee aapki earning hogi.



To ye thi Full process revenuihits se paise kamane ki aapko kaisi lagi ye jankari hume bataiye. Yadi koi problem aati hai hume avgat apne comment ke through jaroor kare.