Blogger par Credit code or Footer code kaise delete kare

Blogger par Credit code or Footer code kaise delete kare

Blogger Theme se Credit Code ko kaise delete or remove kiya jaye. Is Post me bata rahe hai. Footer code generally taur par template ka author apne credit ke liye chod dete hai. Jo theme ke owner hote hai.

Bahut se bloggers money earn karne ke liye apna blog bana lete hai.un ke liye kisi template ki design banana aur footer link ko hatane me problem rahti hai lekin Aaj credit link ko kaise hataye iske bare me jankari yha di gyi hai.




Credit Link Kya hai?

Credit link asal me template me sabse niche [jise footer link bhi kahte hai] hota hai jisme template banane wale ka nam aur disigner ka nam likha rahta hai.jo kuch javascript code se jude rhte hai. Jab hum is code hatane ki koshish karte hai to apka blog apne template ki website par redirect ho jata hai.


Credit Link Remove kijiye 2 minutes me

Credit link hatane or hide karne ki do tarike bata raha hu.
1.credit link ko hide or delete karke
2.credit link ke colour ko same karke

1. Hide Credit Link
1. Aap sabse pahle blogger ke dashboard me jakar template par click kare
Iske bad EDIT HTML par click kare

2. Phir wo credit link search kare jise aap hatana chahte hai. phir us link ke andar me ye code dale.

Style='visibility:hidden'


  • yaad rakhe ki, code ko dalte samay thoda sa space dekar code paste kare aur template ko edit karte samay apna blog ka backup jaroor le le isse aapko kisi bhi prakar se problem hone par template ko restore karne me aasani hogi.  

3. Code dalkar apna template save kar dijiye aap dekhenge ki credit link hat gaya hai lekin uska sthan nhi khatam hoga. Jab aap code ko delete karenge tabhi template me codes ka place apne aap adjust ho jayega.

Updated???

yadi code ko hide karne ke baad bhi aapka blog redirect hota hai to aap niche diye gaye tricks ko aajmaye. 

2. Match Colour With Credit Text

Aap chahe to blogger theme ke credit link ko credit link ke colour ke jaisa karke hide kar sakte hai.

1. Iske liye aap blogger ke dashboard me jakar template par click kijiye
phir aap customise template par click kijiye aur template colour ko edit kar lijiye

UPDATED???
1.Is trick se aap kewal text ko hide kar sakte hai aur n to hata sakte hai aur nahi link par click hone se bacha sakte hai . yaha par jaroori se SABHI TEMPLATE ME COLOUR SUPPORTED NHI RAHTA HAI.JIS TEMPLATE ME COLOUR SUPPORTED HAI USME AAP YE TRICK USE KAR SAKTE HAI.

2.Ab aap apply to blog par click karke template save kar lijiye apna blog open karke dekhiye apka credit link nhi show ho rha hai.


    Last Words

    Credit link ko bina theme buy kiye remove karna ek risk ka kaam hota hai. Kyoki theme author ho sakta hai ki aapke blog ke opposite report kar de. Lekin aap nulled template ke author code turant hata sakte hai.
    Kaisi lagi ye jaankari hume bataye apke comment,suggestion etc ka intzar rahega aur last me hamara fb page like karna n bhoole.