Apna Mobile Number kaise pata kare Kisi bhi sim ka

Apna Mobile Number kaise pata kare Kisi bhi sim ka

Also Read

Aap apna mobile number kaise jane aur koi bhi mobile operator jaise Idea, Uninor, BSNL, Airtel, Vodafone, Jio etc ka mobile number kaise pata karte hai. Hum aapko is post me bata rahe hai. 


Dosto Number janne ki jaroorat kyo padati hai. Jab hume kisi ko apna mobile number dena hota hai. Ya Khud kisi ke mobile par recharge karwana ho to number ki jaroorat hoti hai.\


Mobile Number 

Ek aisa Uniuque number hota hai jo har sim ke liye pradan kiye jate hai. Ye number 10 digits me hote hai. Jab koi user apne dusre sim se kisi sim number par code dial karta hai to us number se conversation ke liye connect ho jata hai. 

Mobile Number pata karne ki technique

Hum aapko mobile number pata karne ki sabse best style bata rahe hai jisse aap asani se kisi bhi sim ka number jaan sakte hai. Wo bhi kisi ko bina bataye hue. 

1. Sim Serial Number se

Aapne dekha hoga ki har sim card ke piche 16 diigits ka code likha hota hai. Aap usko kahi achchi jagah note kar le . Phir usko customer care par call kare. Aur puche ki is ka mobile number kya hai. Wo aapse serial number batane ko kahega aur usse aapka mobile number bata dega. Yaad Rakhe Jis operator ka number janana ho usi operator se customer care par call kare


2. USSD Codes ki madad se

Aap simple sim ke USSD code se mobile number pata kar sakte hai. Kyoki Inhe Apne phone Se dial karke turant number jaan sakte hai. Yaha par hum aapko har operator ke number janene ka USSD codes bata rahe hai. 



a. Idea 

  1.  *131*1#
  2.  *789#
  3.  *100#
  4. *147*8*2#
  5. *147*1*3#
  6. *147*2*4#
  7. *131*1#
  8. *125*9#
  9. *616*6#
  10. *125*9#
  11. *147#


b. Airtel


  1. *282#
  2. *140*175#
  3. *140*1600#
  4. *121*9#
  5. *400*2*1*10#
  6. *141#
  7. *1#
  8. *123#

C. Jio Sim ka

  1. *1#
  2. My Jio App

d. Aircel

  1. *888#
  2. *234*4#
  3. *1#
  4. *131#
  5. *122*131# 

d. Tata Docomo

  1. *124#
  2. *1#
  3. *580#
  4. *888#

e. Telenor

  1. *555#
  2. *222*4#
  3. *1#

f. Vodafone

  1. *555#
  2. *555*0#
  3. *111*2#
  4. *777*0#
  5. *131*0#

g. BSNL 

  1. *99#
  2. *222#
  3. *1#

Summary

To friends humne aapko bataya ki apna mobile number kaise jane. Aapko jab jaroorat pade in codes ki madad se turant detect  kar sakte hai.  Jo Code aapke liye sahi hai aap unhe save kar sakte hai. 
Kaisi lagi aapko post hume bataye. Hume Subscribe karna na bhoole//