Pc Aur Smartphone Virus Kya Hote Hai?

Pc Aur Smartphone Virus Kya Hote Hai?


Ajkal jaise -jaise smartphon aur computer ka pryog barh raha hai.vaise-vaise naye nye virus bhi barhte ja rahe hai.jo hamare data ko kuch samay ya pal bar me hi nasht kar de raha ha. Dosto isiliye aaj hum nayee tarika laye hai jisse aap apne pc aur phone ko bacha aur iske bare me jaan sake.

VIRUS KYA HOTE HAI

Virus ek chota programme hota hai.jo apke memory ya disk ki suchnaye aur usme save ki gayee data ko  khatm kar sakta hai.

VIRUS KITNE PRAKAR HOTE HAI

Mere vichar me virus ke prakaro ki sankhya chaar hoti hai.

1.boot virus

2.directory virus

3.exe virus

4.com virus

Isme se sabse khatrnaak exe aur boot virus hote hai.boot virus disk ke madhyam se philte hai.lekin sabhi virus se sajag rahna chahiye.directory virus bhi khatanaak hota hai.

PC VIRUS KAISE PHAILTA HAI

Jab hum koi virusyukt disk ya memory& pendrive use karte hai isme nihit virus programme code memory me pahuch kar computer sanchalan pa control kar leta hai.iske baad hum koi dusri disk ya memory ka use us pc me karte hai to virus ume chale jate hai.pc virus ke karan n kewal pc nasht hote hai apitu usme store ki gayee sari content aur imformation bhi nasht ho jati hai.

COMPUTER VIRUS KA PATA KAISE LAGAYE

Jab humara pc ya laptop dhimi gati se karya karne lage ya kisi data phile ko parh nhi pa rha ho aur koi exe ya com file thik se kaam kar rhi ho to jaan le computer me virus ka sankaraman ho gaya hai


Computer virus se kaise bache

Mobile ke liye

Apko mai step by step bata rha hu jisse apko samjhne aur us par amal karne me asani ho .

1. Apne pc aur mobile phone me antintvirus jaroor install karke rakhe isse viruso ke aane ki sambhavna nhi rahti hai aur apka data bhi save rahta hai.

2. Jab bhi aap kisi app ko pahli baar install karte ho to use scan jaroor kare.
Apne pc ke resource par dhyan jaroor de .

3. Aap smartphone par anchahe app ko install n kare aur unknown source ko close kar de.aap specify app ka prayog kare.

कंप्यूटर क्या होता है - Introduction to Computer

Types Of Computer - कंप्यूटर कितने प्रकार के होते है 

Pc ke liye

1. Vaccine dwara virus ko hataye
Sabse pahle hum pc ko scan karte hai.iske baad hum pata lagate hai ki pc me kaun sa virus hai.ye pata lagakar hame kisi protect cd dwara pc ko format karna chahiye aur format ke baad vaccine ka prayog karna chahiye.

2. Kimati aur khatarnaak disc se bache.
Yadi aap internet use kar rahe ho to internet se exit karte samay sajag rahe isse apke pc me virus a sakte hai. Yadi apko gyat hota hai pc me virus hai to ALT & DEL CTRL ka button use n kare.
Virus ko pakadne ke liye phlopy adharit scanner programme ka use kar sakte hai.

3. Hamesha right protect disco ka format me prayog kare.
YAD RAKHE VIRUS ADHIKTAR PC KE HARD DISC KO HI SHIKAR BANATE HAI.


Asha hai is content se apko labh pahucha hoga kisi samsya ya apne sujhav ke liye humse sampark kare.