6 Best Online Broken Link Checker Tools - In Hindi

6 Best Online Broken Link Checker Tools - In Hindi

Broken Link hamare website Or Blog me wo link hote hai jo sahi kaam nahi kar rahe hote hai. Generally Kisi webpage permalink jo delete ho gaye ho Ya Wo link jo webpage par correctly target nahi kiye ho wo 404 me aa jata hai. Aise links ko Broken link kaha jata hai. Aap apne Blog ke Broken Link Checker tool se sari Broken or deadlink ko pata kar sakte hai. 




1. Broken Link Check

Ye apne blog par broken link check karne ka easy websites hai. Jiske through aap broken link search kar sakte hai. Iske features nimn hai. Aap is site par unlimited page apne blog ki check kar sakte hai. Iski khasiyat hai ki ye broken link ki location bhi bata ha ki blog me broken link kaha par hai.


Ek asan broken link check karne ki websites jisski help se aap broken link check kar sakte hai.

Sabse best broken link checker jisse aap broken link search kare sakte hai. Feature ye hai- aapke website ko free me scan karta hai. 404 page ke bare me batata hai. Aur apka blog redirection ko bhi bata hai.

Best tools broken link check karne ki isse aap asani se search kar sakte hai broken link. Iski ek khasiyat hai ki ye broken link ko apke email id par bhi send karta hai.

Ek acha tools jiski sahayata se aap apne website ya blog ke broken link ko search karke asani se change/remove kar sakte hai.

Jab aap aapne blog par koi page ko open hone par 404 code pate hai to wo link aapke page ka broken link ho sakta hai. Ek best tools jiski madad se 404 pages, broken link etc asani se search kiye ja sate hai.

Ye broken link ki top 6 websites broken link check karne ki. Kaisi lagi ye jaankari hume bataiye comment ke thruogh. Hume hamara fb page like karke support karna n bhoole .