Gmail ki Phishing hone ki Security Alert Kaise Paye

Gmail ki Phishing hone ki Security Alert Kaise Paye

Kya Aap Bhi Gmail Me Phishing Ki Alert Paye Ho Apne E-mail ke Account me Agar Aaya hai Aap Hoshiyar ho jao kyoki isse Aapki Bahut sari Sensitive information hack ho sakti hai. Aapko Chahiye Ki Jab Aapko Aise Mail Mile tab Aap koi thos kadam uthaye.

Phishing  Ke Bare Me Kya Aap Jante hai Agar Nahi aapko Batate hai. Phishing Ek prakar bhramak message hota hai. ye mail bhi ho sakte hai jisme aise ads dikhaye jate hai aapki kahi bato se relation rakhte hai. Aur jab aap in mails aur message ko follow karte hai aako ye jankariya mangi jati hai . jo koi original Company Or Organisation Aisi jankari nahi mangati hai.

1. Aapki JanmTithi
2. Aapke Bank Ke Details
3. Aapke ATM Ke possword
4. User name Aur uske possword
5. One time Possword
6. Aapki Niji jankariya , Jo user ke liye usable hai..

To Ab Baat Karenge Ki Apne Gmail Account Ki Alert Aap ko milne par kya kare?
Jab aapko Lage ki Aapke Gmail me koi aisa email aata hai Jis par click karne par aapse niji jankariya mangi jati hai to aap google mail me report kar sakte hai isk liye aap is link ko follow kare - Report the gmail to Google

Aap ye Dhayn rakhe ki Aapko  is par click nahi karna hai. Bahut baar Google In mail ko Apne Aap filter kar deta hai aur in messages ko Spam Folder me daal deta hai. To Aisa isiliye hota hai jab Gmail Ko Mail kuch sandehaspad lagta hai.

Note - Kabhi - Kabhi aapke Important Message bhi Gmail Ke spam folder me aa jate hai , Aise Me aapko Sender ka naam aur uski Address ka Dhyan rakhna chahiye.

Read Also :

6 Best Online Broken Link Checker Tools - In Hindi

Blogger par https Enable Kaise Kare | Security Tips

Wordpress Par Apna Free Blog Kaise Banaye | Complete Jankari

Yadi Aapko Lage ki Sach me aapko bahut baar Alert mail mile hai to aap ko chahiye ki Apna Possword turant reset kar le. Gmail Hamesha Aapko Sign ka Mesage bhejta hai jab aap kisi unknown device me apni gmail Account ko login karte hai. Aur ye confirm karta hai ki Wo aap hi the Jab aap ne log in kiya.

Gmail SMS Alert 

Aapko Yadi Lagataar apne Account ki alert pana hai to aap ko ek aisa naayaab tarika bate hai jisse aap jab bhi koi login karega aapke id se OR jab bhi kahi par bhi log In karenge to aapko mail send kareta rahega.
  • आप इनसे अपने गूगल अकाउंट की सुरक्षा रख सकते है आइये आपको ये ट्रिक बताते है |
  • आप सबसे पहले गूगल में Google SMS Alert लिख कर के सर्च कर ले 
  • पहले लिंक पर जाकर आप एक्सटेंशन वाले पेज को ओपन कर ले , 





  • अब आप अपने ब्राउज़र में ये एक्सटेंशन इंस्टाल कर ले और जब आपका इनस्टॉल हो जाता है तो आप को सीधा आपके मेल में ले जायेगा जहा पर आप को Create Account पर क्लिक करना है |
  • जब आप अपने गूगल खाते को मेल को एक्सेस करने की अनुमति देते है तो एक और पेज ओपन हो जाता है जिसमे आपको अपना मोबाइल नंबर डालना होता है जिस पर आप अपना मेसेज अलर्ट पाना चाहते है |





  • आप Otp डालकर वेरीफाई कर लीजिये बस आपका काम हो गया अब आप sms alert पाने लगेंगे |

Gmail Account Ko safe rakhna ho to aap Aap hamare dwara Bataye gaye tips ko Follow kar sakte hai. Dhyan rakhe ki bahut se third party websites ko access dene se bhi hamara account hack ho sakta hai isiliye jab bhi access dena ho aapko parh leni chahiye ki Wo aapke account me kya kya access karega.

To Friends Hame Bataye ki Aapko Janakri Kaise lagi , Hamare Facebook Page Ko Like jaroor Kare.