Winrar Kya Hai Aur Winrar Kaise Use Karte Hai

Winrar Kya Hai Aur Winrar Kaise Use Karte Hai

Winrar Jo ki Ek Software hai jo ki Windows me Rar Files Ko Matlab ki Zip Files Ko Kholne aur archive karne ke liye prayog kiya jata hai. Winrar ek Powerfool Tool jo Ki Sabhi prakar ki Zip aur Rar files Ko control Karta hai. 



Yaha Par Winrar Software ke Use ke liye windows me 22 prakar ki files hoti hai.
1. Winrar.exe
2. Rar.exe

Ye sabhi version ke software aapo self extracting me help karte hai. Jo ki Windows xp aur windows 7 ke operating system me kaam karte hai.

Winrar Ke Features Kya Hai

Aapko Winrar me Bahut Saare Feature Mil Jate hai Aapko Bata de ki Ye Software Paid hai Aur isko Kuch samay ke liye trial me use karne ke liye free me milta hai. 
1. Zimp aur RAR files Ko Support Karta hai.
2. Original Compress Algorithm
3. Aap Isko Zip files Compress Karke Hubhoo Drag and Drop Ke madhyam se kar sakte hai. 
4. Jo RAR files Nahi hai Unko Bhi Aap Manage kar sakte hai Jaise - 7Z , ACE, ARJ, BZ@ etc.
5. Aap kisi bhi badi files ko compress karke usko ek choti file me archive kar sakte hai. Ye Files aapki 20 se 30% tak Space bacha Deti hai. 

Aap Isko Jab bhi Zip files Open karne ke liye prayog karte hai to aapko Isme Bahut se features asani se mil jate hai. Isse Aap apne Document me possword se encrypt bhi kar sakte hai. 

Winrar Download kaise Kare

Aapko Winrar Software Download karne Ke liye Step Ko follow karna Hoga. 
Step 1. App Google Me search kare Winrar aur pahle wale results par click kare. 

Step 2. Download par click karke aap apne Device requirement ko choose karne ke Baad Aap turant Download kar sakte hai. 

Read More >>

Aap Jab Koi Blogger templates Download kar te ho to wo Hamesha ZIP file me hoti hai . Aapko Us Samy Winrar Software Ki jaroorat padti hai. Aapko Jab bhi Zip File Ko Open karna Aur Compress Karna ho Is Software ka use jaroor kare.