Youtube par Channel Art Kaise Banaye

Youtube par Channel Art Kaise Banaye

Youtube channel art hum sabhi dekhe honge. Ye Ek prakar ka Image ke Roop me banner hota hai. Jiska Youtube par kisi bhi channel par aapko uske channal ke cover picture ke  jaise mil jayengi. Image Ko ye Jaroori bhi hota hai kyoki isse aapke channel ki Jankari Ek jhlak me mil jati hai.



Channel Art Ko Kaise Banana Aap Ke Liye Jaroori bhi hai. Kyoki Ye Har Youtube channel ke liyecompulsory bhi hai. Isse Aapka Youtube channel Ka look achcha ho jata hai aur user ke samjhne ke layak ho jata hai.  Aap ke Paas Yadi Youtube channel hai to aap ko is channel art as a banner ko jaroor lagana chahiye

Banner Ki Size Kitni Honi Chahiye

Youtube Channel Art Template Ke Liye Aapko youtube ke dwara recommedation mili hui hai. Art banane Ki best size aapki 2560*1440 hai. Isse Jyada Pixel ke aap bana sakte hai. Lekin Uski Size 6 MB se jyada ki nahi honi chahiye. Isse Jyada size ke upload nahi hota hai.

Youtube channel art ko kaha par banana chahiye?

1. Aap Apna Paint Software Khol Lijiye.

2. Phir Aapko Usme Resize Wala Option Select Karna Hai . Iske Baad Recommeded Size Ko Likh Lijiye.

3.Zoom Out Kar Lijiye Taki Aap Puri Screen Me Image Ko Fit Kar sako Aur Aap Ko Barhiya Sa Lokkup dekh sako.

4. Ab Youtube Banner Ko Create Karke Save Kar Lijiye.

Banner ( Channel Art ) Ko Upload Kaise Kare


1. Ab Jab aap channel art ko bana chuke hai to aapko Youtube par lagana hai.

2. Apne Youtube Channel ko open kar lijjiye. Channel Ko Kholiye Jo Right Side Me hai.

3. Phir Aap Channel Ke Banner Ko click Kijiye Jo Banner Ke right Me Camera Wala picture hai. Us Par Click Kar Lijiye.

4. Aapko Ek Page Khulega Jisme Aap Art Upload Kar Lijiye.



5. Phir Youtube channel Art Image ko Adjust karke Save Kar Lijiye. Aap Image Ko save karne se pahle Preview Dekh sakte hai.



Hi Aapne Youtube channel Art Ko Banana Sikh liya hai. Aur Youtube par upload kaise kare ye bhi. Aapko bas Apna Vedio dalne ki jaroorat hai usme.


Apko Post achhi lage to share jaroor kare