E-Mail Aur Gmail Me Antar Kya Hota Hai?

E-Mail Aur Gmail Me Antar Kya Hota Hai?

Aap Ne G-mail Ke bare me Jaan Liya hai. Ki Gmail Kya hai Aur Ab Aap ko Batate hai ki Gmail aur Email me Antar Kyoki aksar bahut se confuse ho jate hai ki akhir in dono me diffrence kya hai. Jisse Ki Aapko kafi Jankari na hone ke karan praeshani hoti hogi. Chaliye Aapko Email Aur Gmail ko hindi me batate hai.



Sabse Pahle Aaiye Jante Hai Ki E - mail Kya Hota hai.

E - Mail Kya Hai?

E- mail ka Mean hota hai Electronic mail aur Jab Aap koi Bhi Mail Jo Ek messages ke jaise hota hai aur usko kisi ke yaha bhejte ho to wo kahlayega e - mail. Aapko Janna hoga ki Message ka dusra roop e - mail hota  hai . Halanki yaha par aapko jab koi message bhejte hai to uska charge lagta hai. Countrywise ke hisab se . Message ko bhejne me Internet ki jaroorat nahi padti hai. Jabki Iski alawa aap ko E - Mail Bhejne ke liye Internet ki jaroorat padti hai. Aur Jaha Messages Me text ki limit hoti thi Wo E - mail Me nahi hoti hai. Aur Sidhe - sidhe Email ke dwara text , video , images etc ko bhej sakte hai.

To ye ho gayi baat Email Ki Ab Jane G mail Ke bare me

G Mail Kya Hai?

G mail Ka Mtlab hai Google Mail Jiska Kaam Sirf E - mail Ko Dusre user tak pahuchana . Mtlab aap Ko E -mail BHejne ke liye Jo jariya chahiye hoti hai . Wo Uska Server  kahlata hai. Aap ko  E - mail Ki Services ko Use Karne Ke liye Kisi Company ke server ko hire karna padta hai. To aap Gmail Ko hire kar sakte hai Email pryog karne ke liye. Yaha PAr aapko ek Baat Janni chahiye ki Gmail Bilkul free hai Aap Ise Jitna chahe email bhej sakte hai. Aap Aur Adhik Jankari ke liye Hamari Ye Post Parh Sakte Hai.


Summary ( E-mail Aur Gmail Me Antar )

Aapko Humne bataya ek - ek karke gmail aur email ke bare me isse pata ye chalta hai ki Email ko prayog karne ke liye aapko gmail ki jaroorat padegi. Iske alawa aap E - mail Bhej nahi payenge. Ya Yoo Kahe Ki Email aur Gmail Dono Ek Hi roop hai. E - mail Ki facilities bahut si companies deti hai aur aap unse bhi e - mail access sakte hai. Phir aap Jante hai Ki Gmail Ek Google Ka Product hai. Jisme G mail Bhi aata hai.