Blog Ki Traffic Ko Monitor Kaise Kare - Google Websmaster Tips

Blog Ki Traffic Ko Monitor Kaise Kare - Google Websmaster Tips

Google Webmaster me Jab hum apne blog aur Website ko submit karte hai to wo hume ek mail karta hai jisme aapko Traffic Aur Site ki monitoring aur Improvement ki baat karta hai to Aapko Issme Kuch tips aur queris bhi diya jate hai jisse ki Aap apne BLog par Webmaster ke dwara traffic ko adhik se adhik la sake. Aapko hum batane wale hai ki aap ko kaun - kaun si  queris  mail ke dwara send ki jati hai aur aap unke liye kya - kya kar sakte hai.



Add A Site

Aapko apni Website aur blog ko achchi tarah submit kiye ho  nahi aur aapka blog bina www aur https ke  open hota hai ki nahi. Mila - jula aapko wo aapke site ko dekhega ki aapki site achchi tarah se kaam karti hai ki nahi. Phir Iske Baad Aage ke step ko batlayega.

Access User

Aap yadi Aane Webmaster me Kisi Aur User Ko access dena chahte hai to aap Yaha Se Manage Kar sakte hai. Aisa Isiliye hai Aap ko UrL Error Ki report Dene Me Asani hoti  hai. Iske Dwara Apne Website par 1 se jyada user ko autohorised kar sakte hai.

1. Sitemap

Jab Aap pahli bar aap apne blog ko submit karoge to aapko pahla message me sitemap submit karne ke liye kahega. Ye isiliye karta hai ki aap website ke saare pages ko sitemap ke dwara google search me la sakoge. Aur Isi Ke dwara aap ke blog aur website me kya hai - kya nahi sab kuch search me dikha paata hai. Learn Ki Sitemap Ko kaise Banaye Aur Use Google Webmaster Me Submit Kaise kare

Using Search Console

Aap Google Search Console Ko use karo Issse Pahle Aapko Sikhna hoga ki search console kaise kaam karta hai. Iski Puri Guideline ko Parhna Uchit hoga taki aap Google Webmaster ko achchi tarah use kar sako.

Yadi Aap itna Confirm Kar lete hai aur sitemap ko submit kar lete hai to kuch din baad aapko ek message aata hai ki aapki website ki performace report kya hai. Aap ke site par kitne url error aa rahe hai. Aap yaha Se Fix kaise Karoge.

Upadated New Google Webmaster se Aur Bhi aasan ho jata hai Website kaisa perform kar rahi hai. Aur Isko Kaise Improve Kiya hai. Yadi aap Search Console Ko achchi tarah se Use Karna Chahte hai Search Analytics me Account banakar submit kar le. Aap Ko Search Analytics ki jankari yaha mil jayegi.