LSI (Letent Semantic Indexing) keywords Kya hain - LSI Keyword In Hindi

LSI (Letent Semantic Indexing) keywords Kya hain - LSI Keyword In Hindi

Yadi Aap koi website chala rhe hai to aapko LSI keywords kya hai aur iski post me seo ke liye importance kyo hai. Jaroori se janna chahiye. Kyoki LSI keyword use karne se SERPs yani search results ki ranking me barhottari hoti hai. Aapko is post me LSI keywords ke bare full Guide kar rahe hai.



LSI keywords kya hote hain?

LSI ka full form hota hai - Latent Semantic Indexing. LSI keywords aapke webpages ke wo words hote hai jo sabse common ho aur jyada popular ho Usko LSI keywords ki darja diya jata hai.
''Latent semantic indexing Example'' ke liye bata dete hai. Jab Internet par search karte hai ki Internet kya hai Aur search results ke sabse nichle wale page par jo link me words google dwara suggest kar diye jate hai. Jinhe ham LSI keywords kahte hai.

latent semantic indexing example


LSI keywords seo ke liye jaroori kyo hai?

LSI keywords ko use karne se hamare search results  ke ranking barh jati hai kyoki  ham us words ko apne post me use karte hai jo sabse common aur popular hote hai. Aise Words jise sabhi log jante hai us type ke words ko search engine pasand karta hai. Aur jab yahi words kisi Article or post me use kar liye jate hai to search engine us post achcha rank de deta hai. Kyoki search engine ye jaan jata hai ki post human ke liye banaya gaya kisi robots ke liye nahi.
Aap Lsi keywords ko google se search karke apne post me 2 ya  3 prayog kar sakte hai. Jyada keywords bhi use nahi karna chahiye nahi to SERPs par bura prabhav pad jata hai.



LSI keywords kaise prapt kare Google Results me

Aap aisa kar sakte hai ki aap apne hi post ko google me search kare aur LSI keywords search results ke samane ho. Aapko LSI keywords prapt karne ke liye Post ko seo ke anusar likhkar Phir aapko LSI keywords yani jo popular words ya Line ko apne post me Use karna hoga. Jab Google Post ko crawl karega to koi popular words ya line ko dekhkar apne search results show kara dega. 

Aap ''Letent sement Indexing Tool'' ki help le sakte hai LSI keywords ko find karne me. Iske liye aap in tool ka use kar sakte hai.

Read - 


1. Ubersuggest

Ubbersuggest ek aisa Lsi keyword generator tool hai jo popular hone ke sath bilkul free bhi hai. Aap iska prayog karke apne post ke liye LSI keywords find kar sakte hai.


2. Google Keywords Suggest Tool

Ye bilkul asan hai ise har koi dekhta hai. jab koi word search karte hai to search results page ke niche LSI keywords suggest kar diye jate hai. Ye bilkul free aur easily prapt hone wale hote hai. AAp in LSI keywords ko Note karke apne article me Prayog kar sakte hai.


3. LSIGraph.com

Ye tool utna Popular hai lekin aap iska use Lsi keywords ko prat karne me prayog kar sakte hai. Is tool me aap koi word dale aur turant lSI find kar sakte hai. ye tool Aapko Word ke bare me bhi batata hai Jis word ko aap is tool me search karte hai.


LSI keywords finder with Lsigraph.com



Final Words..

Aap LSI keywords keywords ke bare me achi tarah se jan chuke hai. To aap iska istemal karke high ranking pa sakte hai. Aapko Hamari e post kaise lagi hume bataye. Hume Subscribe karna na Bhoole..