Invalid Click Activity  kya hai? Aur Ise Kaise pata kare

Invalid Click Activity kya hai? Aur Ise Kaise pata kare

Kya Aap Jante Hai Ki Invalid Click Activity Kya Hai . Aur Aapke Website Par Jab Aap Adsense Prayog Kar rahe Hai to Usme Invalid Activity Bhi Hoti hai. Agar aap ne koi website banayi to Adsense ke ads ya kisi dusre advertisement site ke ads ko prayog karte honge. Yaha par hume Ads par click karne ke paise milte hai. Aur Isme se invalid clicks activity ya valid click hote honge. Aur in click ke dwara hamari earning hoti hai. To Hum aapko invalid click ke bare me pura bata rahe hai.


invalid click activity kya hai


Invalid Clicks Kya hoti hai?

Adsense ke dwara lagaye gaye Or Kisi other advertisement website ke dwara diye gaye Ads par kisi automated click tool software , apne se double click etc ko Invalid click kaha jata hai. Invalid click ko google illegal maanta hai. 

Baar - Baar ho rahe invalid click se advertiser ki budget me vridhi ho jati hai. Kyoki unhe wrong method se click aur impressions mil rahe hote hai. To adsense Inhe Invalid click activity manta hai. Agar in ads baar - baar aisa hota hai to aapka account suspend or block kar diya hai. 

Invalid Click ka pata kaise lagaye?

Invalid click ka pta lagana thoda mushkil kaam hota hai. Kyoki kaha se traffic aa rahi hai aur kis ads par jyada click ho rahe hai etc ko bada dhyan se dekhna padta hai jinke dwara hi amany clicks ko detect kar sakte hai. Yaha par hum aapko kuch possible activity ko bata rahe hai.


1. Low traffic


Jab kisi website par kam traffic rahti hai to in websites par invalid clicks jyada hote hai. Aise me Owner jyada click ke kis automated click tool ka use karte hai jo adsense ke khilaf hota hai. Aisa yadi baar - baar kiya jata hai to Adsense account ko turant block kar diya hai. Jaha tak ho traffic barhane ki koshish ki jaye kyoki Inse Invalid click kam hote hai.


2. Double Click Or Apne se ad par click karna

Yadi aap ads par khud se click karte hai to ye bhi invalid click ki shrreni me aate hai. Jab kisi ads par double click ki jati hai to ye bhi invalid click hota hai chahe kisi unique visiter ke dwara hi na click kiya ho. Jaha tak ho sake double click Or apne se hone wale ads par click karne se bache.


3. Ads Unit Check karna

Aisa bhi hota hai ki paid traffic ke dwara kisi ek ad unit par bar-bar click kiya jata hai aur aise click bhi invalid click ho jate hai. Jaha tak ho sake hume uniue visiter lane ka prayas karna chahiye chahe wo paid ya refferal traffic kyo na ho.

To yadi aapko lagta hai ki aapke ads par invalid click ho rahe hai to invalid click activity form ka prayog kar sakte hai. Isse to adsense ko koi problem nahi hogi aur adsense account disable hone se bach jayega.

Aapko ye post kaisa laga hume bataye aur apni pratikriya jaroor de...