Internet Se Free Call Kijiye - Free Me Internet Calling Tricks

Internet Se Free Call Kijiye - Free Me Internet Calling Tricks

Free Call, Internet se Free Call kaise Kiya jata hai. Free Calling Aaj ke jamane me internet ke dwara lagbhag sabkuch sambhav ho gaya hai. Free Call Kaise Kare Hum Aapko Bata Rahe hai. Chahe aapko entertain karna ho, chahe aapko kisi bhi tarah ki prahayi karni ho, Chahe koi bhi product kharidna ho sab cheez free aur paise me internet ke dwara sambhav ho pate hai. Aaj ke post me internet ke dwara free me dusre ko call kaise kare aapko batayenge.



Free Call Kaise Kiya jata hai?

Internet par aap free me call kar sakte hai. Iske liye aapko mobile free calling software ki jaroorat padti hai. Waise aajkal log whatsapp call bahut log karte hai. Isse hume bina paise kharch kiye low cost par achi call mil jati hai. Internet par kuch call services free hoti hai lekin usi bat par jab tak ki dono me wahi software install  ho. Tension mat lijiye aj aapko batate hai ki bina kisi dusrre ke bina internet ke bhi aap call kar sakte hai. Iske liye aap niche diye gaye kisi bhi software use kar sakte hai.


 1. Bigo Android App

Bigo ek free calling android app hai jiske dwara aap android smartphone se kisi bhi number par free call kar sakte hai. Aap chahe to isse photo vedio . aur bhi type ke file send kar sakte hai basharte second user bhi apne android phone par Bigo app install kiya ho.


Credit Balance 
Bigo apne user ko call karne ke liye aapko 10 credit free me milte hai. Jiske dwara aap call kar sakte hai. Daily login se aur bhi credit prapt kiya ja sakta hai. Aa chahe to reffer karke bhi credit prapt kar sakte hai. Is app me free ke alawa  credit  aap buy kar sakte hai. 



2. Libon

Libon ek free calling software hai jo android aur iphone app store par availble hai. Isse aap chipest puri duniya me kahi bhi free call kar sakte hai. Iski service free me availble hai. Basharte aapko more calling ke minuts ko kharidne padenge.



Credit Balance
Ye android app aapko har mahine 30 minutes free me deta hai. Iske bad ki calling karne ke liye aap ko premium credit lena padega. Isme reffer karke bhi credit eaarn ki ja sakti hai. Reffer ke aapko 5 credit milte hai.

3. Dingaling

Free calling software me se ek ye android app apne user ko free calling ki suvidha deta hai. Ise aap playstore se download kar sakte hai. Dingaling Install karne ke baad aapkko register karna hota hai. register karne ke baad aap ko free call karne ki anumati hoti hai. 


Credit Balance
Isme aapko har mahine 150 minutes tak milte hai. Iski ye minutes location ke adhar par milti hai. Isme aap reffer karke bhi minutes earn kar sakte hai.


4. Whatsapp Calling

Aaj whatsapp calling india me lagbhag sabhi log apne phone par whatsapp use karte hai. Whatsapp ek instant messsaging app hai. Iss app ke dwara aap voice call ke alawa video call bhi kar sakte hai. Whatsapp call karne ke liye aapko internet ki jaroorat padti hai. Whatsapp call tabhi  kiya ja sakta hai jab whatsapp dusre ke mobile me install ho. Aur us me internet connection ho. Aap Whatsapp calling ke alawa photo, video, aur other file instantly paa sakte hai.

Free calling ke benefits 

Agar aapko koi emergency call karni hai aur aapke phone par balance nahi hai to aap ye free calling software use kar sakte hai. iske liye internet connection hona jaroori hota hai. Aap chahe to ise emergercyy talktime ke jaise bhi use kar sakte hai. 

Kaisi lagi ye jankari. Is jankari social media par share jarroor kare.