Gravatar kya hai Gravatar Par Account banakar kaise use kare?

Gravatar kya hai Gravatar Par Account banakar kaise use kare?

Gravatar kya hai? Is ke bare me aaj hum aapko batane ja rahe hai. Gravatar ka pryog kaise kare? ye bhi aapko puri samkhipt se batayenge. To chaliye shuru karte hai. sabse pahle aap ko gravatar ke bare me batate hai?


Gravatar kya hai.

Gravatar Kya hai? Hum Aap ko Batate chal rhe hai. Gravatar Wordpress ki ek service hai. Gravatar ko Aaj ke samay me millons log use kar rahe hai. Jise ke dwara hum apne identity ko image aur apne bare me likhkar ke har wordpress site ke owner ka pachan karati hai. Gravatar ko avtar ke naam se bhi jana jata hai. Gravatar pahle wordpress ke default ke image ke jaise hota hai. Hum ise apne image ko isme change bhi kar sakte hai. Agar hum chahe to gravatar ko apne identity ke liye wordpress blog par use kar sakte hai.


Hum Gravatar ko kaise prayog kare?

Gravatar se hume wordpress user ki pahchan hoti hai. Gravatar ko prayog karne se jab hum kisi wordpress ki site par comment karte hai to uski site par hamare detail jaise Profile image, Hamare bare me apne aap show hone lagti hai. Gravatar ko edit kaise kare aur ise prayog karne ki vidhi aapko step se batate hai.

Gravatar ki profile image edit kariye.

sabse pahle aap ye nischit kare ki aap wordpress user hai. Agar aap ka wordpress blog nahi hai to Abhi jane ki wordpress par blog kaise banate hai? Jab Aap Wordpress par blog bana chuke hai to Aap ise follow kare

step 1. Aap sabse google me Gravatar likhakar search kare aur gravatar ki website par jaye. Or Direct site par jane ke liye yaha click kare

step 2. Ab aap Is website par jane ke baad isme apne wordpress user id aur possword se sign in kjiye.



step 3. Ab aapko Right side me Gravatar par click kare aur Add an Image par click kare.

step 4. Ab aap apna image select kare aur upload par click kare. Image ki size 1 mb se jyada nahi honi chahiye.

step 5. Phir image resize karne ke liye Crop wizard open hoga jisse aap aapne image ko apne anusar adujust kar sakte hai.

Step 6. Ab aap save kar de aapka Gravatar profile picture change ho gaya hai.
➡  Blogger ki Jankari aapko yaha par puri di jayegi . Blogger se related post parhne ke liye yha click kare aur label Blogger navigation dekhe

    Gravatar ki Profile kaise edit kare.

    step 1. Pahle aap sign in karne ke baad aap My Profile par click kare.

    step 2. Ab aapko isme apni details bharne ke liye ek Form open hoga. isme aap ye bharna hai.



    Step 3. Ab aap Save Profile par click karke save kar de. Jab aap Kisi ki wordpress ki site par Comment karenge to ye HOver ke roop me dikhegi jisme aapke bare me Aur naame , Image show Hogi.

    Profile setting me Aur bhi setting ke liye option hai. ye option hai.





    • Photo Gallery - Isse aap apne profile photo ko edit kar sakte hai.
    • Websites - Is ke dwara aap apne website ko edit kar sakte hai. Aap jo website hai Aap uski naam aur link daalkar submit kar sakte hai.
    • Background - Isse aap apne profile ki background image ko set kar sakte hai.
    • Contact Information - Isse aap apne liye contact imformation ko edit kar sakte hai.
    • Verified Services - Aapki website kis par hai wo apne aap verify hokar show lagti hai. jab aap apne website ko submit karte hai.
    • Crypto-currencies - Isme Bit coin audi Currencies add karne karne ke option hai.

  • Gravatar ke dwara Commenting se hume pachan milti hai. Gravatar par hum image bhi add kar sakte hai. Jisse jab hum dusre ke blog par comment kare to hamari website aur image dono show hai.

  • Kaise lagi ye janakari hume bataye aur is post ko social media par share jaroor kare.