Blockquote kya hai? Blogger par Blockquote kaise use kare?

Blockquote kya hai? Blogger par Blockquote kaise use kare?


Blockquote kya hai aur ise blogger par kaise use karte hai. Is post me aapko puri jankari di jayegi. Isse pahle aapko batate hai ki Blockquote ke bare me.


Blockquote kya hai? 

Block+quote is do words mikar bane hai. ise alag karke mean kare to blog ke kathan hindi me paribhashit hote hai. Blockquote se hum kisi quotation ko personnally dikhane ke liye prayog kiya jata hai. Blockquote ke dwara blog ke code, ya koi main point ho aadi show karane ke liye use kiya jata hai. Blockquote ke dwara hum apne blog ke kisi main source ko dikha sakte hai. Blockuote ko har website ya blog par use kiya jata hai. Blogger par jo ki blogging ka ek mukhya plateform hai jis par aap apni website banakar ussme blockquote ka istemall kar sakte hai. 

Blogger par blockquote kaise prayog kare.?

Blogger par Blockquote ka use karke hum apne blog ke kisi main text ya alag se koi baat ko add karke, ya phir kisi ke kahi gayi mahtvpurna bindu ko dikha sakte hai. Blogger par blockquote bahut se style me use kiye jate hai. To Aaiye jante hai. Blockquote ko kaise use kare.
1. Sabse pahle aap blogger me sign kare. Aur New post par click kare.
2. Ab aap apne liye koi post likhe.
3. Phir post ke kisi bhi main text ko select kare jise aap blockquote me dikhana chahte hai.
4. Ab Remove formatting ke left side me Block par click kare.
5. Ab aapka use text pat blockquote lag gaya hai. Aap apne Blog ka preview dekh sakte hai.

Html Me Blockquote ko prayog karna.

Aap chahe to kisi bhi html webpage me bhi Blockquote ka use kar sakte hai. Ise liye aap apne html code ko open kare. usme aap <blockquote> Your text </blockquote> tag ka prayog kar sakte hai.



Aapke Blog ke liye beautiful CSS Blockquote.

1. sabse pahle Blogger me sign in kare.
2. Ab Theme >> Edit Html par jaye.

3.  Ab Ctrl + F key Press kare aur ]]></b:skin> code searck kare.
4. Ab niche ka diya gaya beautiful aur simple css blockquot iske thik upar paste kar de.
blockquote { color: #0000FF;text-align:left;border-left:5px solid #000000; padding: 13px;line-height: 18x; margin: 30px 40px;float: left;} //. code source sabhow blog

Blogger Quotation Preview

5. Ab Aap Apne theme ko save kar de. Aapka Blockquote apke blog me add ho gaya hai.
6. Ab aap apne Blog ke kisi post ko preview dekh sakte hai. Jab bhi aap apne post me blockquote ka use karenge to ye Blockquote apne aap show hone lagega.


To ye thi Blockquote ki jankari. Asha hai ye jankari aapko pasand aayi hogi. Is Post ko social media par share jaroor kare.