Google Search se Blog title ko kaise remove kare

Google Search se Blog title ko kaise remove kare

Post ko likhne ke baad sabhi log post publish kar dete aur wo search engine me post title ke baad apke blog ka naam aata hai. Jise aaj blog title ko remove kaise kare search engine. Ke bare me post hai. Sabse pahle blog ke title ko hatane se pahle  is bato ko samjhe-


Blog/website ke Title do tarah ke hote hai.
1. Blog Title
2. Post Title

Search Engine me hamare blog ke link ko pahle post title phir blog title ko dikhata hai. Jaise- meta tag description kaise enable kare-sabhow

Post Title

Post title wo hai jo hum kisi post ka title mean shirshak dete hai. Is shirshak ke sahare visiter jankari prapt karta hai. Ye seo ke liye bahut jaroori hai. Post Title search engine me is tarah dikhti hai. Page kaise banate hai-sabhow. Yaha par start me  - Page kaise banate hai -  post title hai.



Blog Title

Blog title aapke blog ka jo naam rahta hai use blog title kha jata hai. Hamre blog ka title- sabhow . Jab bhi humara koi post search engine me dikhta hai to wo is tarah dikhta hai jaise- Page kaise banate hai-sabhow.   To last wala blog title ko kaise hataye. ye jankari hai is post me


Blog title ko kaise hataye search engine se


Method - 1

1. Blogger me sign in kijiye aur Template>Edit Template par click kijiye

Code find kijiye
 <b:widget id='Header1' locked='true'

2. Locked true ki false likh dijiye aur template ko save kar dijiye.


3. Apka blog title search Engine se hat jayega.

Method - 2

1. Sabse pahle aap blogger me sign in kare. 
2. Ab Theme Edit html par click kare.
3. Ab aapka template editor box open ho jayega. Usme aapko ]]></b:skin> code search kare.
4. Ab is code ke thik upar niche ka diya gaya CSS code paste kar de.
.entry-title {display: none;}
5. Ab aap Theme ko save kar de. Aapka Blog title remove ho jayega.


Yadi aapko blog title ke pahle - , ~ lagana ho to

1. Blogger me sign in kare > template >> edit template par jaye
Code search kare

<title><data:blog.pageName/>  Put your symbol here    <data:blog.title/></title>



2. Bich wale place par dash(-) ya tilde(~) daal sakte hai. Ab Theme ko save kar de. Ise search engine me update hone me time lag sakta hai. So please wait kare.