Windows 7 ke liye Android Emulator Download kaise kare

Windows 7 ke liye Android Emulator Download kaise kare


Android Emulater ke bare me aaj jaanenge ki emulator kya hote hai aur Emulator download kaise kare aur ise kaise prayog kare. Android emulator aise softawre hai jinki sahayta se android ke apps ko pc par run karaya ja sakta hai. Emulator ki sahayata se hum whatsapp, Google Map aur google ki sari services ka labh utha sakte hai. To aiye aise software ke bare me aapko batate hai.

 Best Android Emulator For Pc



 1. Youwave

Youwave ek android emulator hai jo Windows 7 (32 bit),8,10 tatha windows vista ke liye hai. is software ke dwara hum kisi bhi android apps ko pc par run kara sakte hai. Youwave apni services free aur premium dono me pradaan karti hai. Iska android version 4.0 (icecream sandwitch ) free me jabki isse upar ke version premium yani paid hai. 

 2. Bluestock

Blustack ek android emulater hai jo windows aur mac operating system par chalata hai. Ye tool free me availble hai. Is emulator ki sahayata se aap bahut se 3d android game khel sakte hai aur android app ka use kar sakte hai.

 3. Geneymotion

Ye bhi ek fast android emulator hai. ye ek premium emulator hai. Is emulator se aap game, android app create aur run kara sakte hai. Is tools me android ki sabhi services maujood hai. Jinse aap chahe to game ya koi app crate karke promote bhi kar sakte hai. Is tools se aap apna business bhi start kar sakte hai.



 4. Android SDK

Ye ek free android sdk tool jisme aap apna app create aur android ko run kar sakte hai. ise android studio ke naam se jana jata hai. Ye tools devolpores me sabse jyada popular hai. Jinse devolopers apne liye aur apne business ke liye game ya software build karte hai.

 5. Windroy

 Ye emulator windows kernel me supportable hai .yah simulator me support nahi karta hai. Tatha window 7, 8, 10, vista me support karta hai. iski default language English hai. Is app ki size 79 mb ki hai. Is me play store preloded nahi milata hai. Jisse aap play store se game download nahi kar sakte hai.

 6. Amiduos

Amidous ek android emulator hai jise ek american ne window aur #86 computor par adharit ise megatrends ne devolope kiya tha.

 7. Koplayer APK

Koplayer apk ek free android emulator hai. Isme google store se bhi aap app download kar sakte hai. Ye khastaur se android game aur hardware tools ke liye hi banaya gaya hai. ye windows 7, 8, 10, par run karta hai. Is software ki size 300 mb hai.


Updated ???
wiase to ab bahut se android emulator pc ke liye uplabdh hai. Lekin uprokt ke alawa bhi bahut se popular android emulator hai. Jinse aap Android software ka maja le sakte hai.
1. DROID 4X
2. NOX APP PLAYER
3. MEMU
4. XAMARIN ANDROID PLAYER

To ye thi Android emulater ki jankari jinhe aap windows 7 ( 32 bit, 64 bit ) ,8 , 10 aur windows vista par android chalakar aap android games ka pc par maja utha sakte hai. Yadi aapko post achi lage to social media par jaroor share kare aur hamari latest updates pane ke hume subscribe jaroor kare.