Paypal par account kaise banaye | Step By Step Jankari

Paypal par account kaise banaye | Step By Step Jankari

Paypal par account kaise banaye aaj mai iske bare me step by step jaankari dunga.Paypal ek amerikan company hai jo pure world me online transaction ka kaam kar rhi hai.Paypal ki sthapana san 1998 me  ki gayi thi.Aur aaj ke daur me ye company sabse badi online transfer aur transaction karne wali ho gayi hai.


PayPal Kaam kaise karta hai?

Paypal ek bank ki tarh hi hai jisme aap paisa nikalate hai aur jama karte ha aur aap kisi desh se paise manga aur bhej sakte wo bhi online. 
Is website par hume apna ek account banana hota hai aur phir apna debit ya credit card add karke paypal ke jariye online transaction kar sakte hai. Yaha par kuch adversiments sites jaise bivertiser etc sites paypal ke jariye hi payment karti hai.

paypal Account बनाने के लिए क्या जरूरत होगी 


Pan card - Pan Card जरूरी दस्तावेज है इसके बिना आप कोई भी लेन और देन नहीं कर पाएंगे |

bank account - आपके पैसे इस बैंक अकाउंट में ही ट्रान्सफर किये जायेंगे 

Credit card or Debit Card - isse Aap koi bhi transaction kar sakte hai wo bhi bina website ko chode. 

E-Mail ID - isi email par sari jankariya bheji jati hai aur sare transaction ki jankari aapke email id par milegi.

Age Limitationm - Aap ki age 18 years ya usse above honi chahiye otherwise account nhi banega.


Yadi apke pas ye sab cheez hai to aap bina kisi problem ke paise send aur prapt kar sakte hai.

PayPal Par Account Kaise banate hai?

Paypal par account banane ke liye in step ko follow kare.
Step 1. sabse pahle paypal ki website www.paypal.com par jaye aur sign up for free par click kare.

                                           Sign Up Free

Step 2. Ab aapko aap kis type ka account banana hi wo select kare yaha par do option hai.
  • Indivisual 
  • Business



Step 3. Continue par click  karne ke baad ab apke samne ek window khulegi jisme apko apni e-mail id aur possword dalna hai.iske baad continue par click karke next step par  aa jaye.




step 4. Ab hume ek form bharna hoga jisme aapke naam aur any personal details puche jayenge. Yaha par form ko kaise full fill kare bataya gaya hai.



1. First me apna name dale[example. ramesh] 
2. Apni date of birth dale          
3. second me apna last name dale[example.prajapati] 
4. Apna sahi-sahi address dale.                                           
5. apna city ka naam dale       
6. Apne state[like utter pradesh] ka naam dale. 
7. Apna zip code mean PIN Code dale.          
8. apna mobile no. dale[exa.1234456789]      
9. Ab term and conditions par tick kare 


 step 5. Ab aaap  Agree and Continue  par click karke apna account bana lijiye iske bad apko apne email par ek verification email jayega us par click karke confirm kar lijiye.        
   
 step 6. Ab apka account bankar taiyar hai.


Conclusion

To ye thi jankari aur Aaj apne jana ki paypal par account kaise banate hai. hum paypal ke jariye aur aur kaam kar sakte hai jaise shopping karna , aur paytm ke through hume balance deduction karna aadi bahut sare kaam hai jo hum apne paypal account se kar sakte hai aur ek yadi hum chahto apne aacount ko business ke liye upgrade kar sakte hai aur us account ki value barha sakte hai. paypal par hume har transaction ke liye kuch tax bhi dene padte hai. jo hume har transaction par dene padte hai. 

Kaisi lagi ye jankari hume bataye apka suggestion,comment is site par inzarr rhega aur last me hamara fb page like karna n bhoole.