Kisi Bhi Blogger Websites Ka Theme Name kaise Jane

Kisi Bhi Blogger Websites Ka Theme Name kaise Jane

Yadi Aap kisi Bhi Website ka Theme Name Pata karne ki Trick Khoj Rahe hai To Aap is post ko parhiye. Is Post ko Pahkar Aap Us Blogger website ke naam ko turant pata kar sakte hai. Kuch Website Owner Aise Hai jo Khud se Apne Blog ko design karte hai. Aur usme Apna Credit Dal Dete hai. To Aise Me Us Theme ka Name Pata karna Mushkil ho jata hai. Kuch Log Aisa Nahi karte hai to unke Blogger Theme ka name pata karna asan hota hai lekin kaise aaiye aapko batate hai.

Aapko Is Tricks ke liye kya - kya chahiye?

  • Ek pc ya laptop
  • smartphone
Cached - Google Hamari website ko apne server par cache me save rakhta hai. Jab koi bhi hamare blog par changes hote hai wo updates karke phir se cache ke roop me server par upload kar leta hai. Cached ko pata karne ke liye aap apne browser me koi cheez search kare aur aap dekhnge ki right side me Thik URL ke badal me Aapko ek Sign Dekhega Us par Click karenge to Cached likha aayega aur aap us par click karke apne blog ko jan sakte hai. 

Blogger Theme name Kaise Jane

Step 1. Sabse pahle aap us blogspot site ka naam dhyaan me rakhiye jiske website template naam ke bare me jaana chahte hai.


Step 2. Ab us site ka naam google me search kijiye. Aur use site ka naam google me open ho jayeg. Ab us site ka homepage ke right me cached par click kijiye

Example- maine Sabhow.blogspot.com site ke template name ke bare me jaanna chaha ab maine uska naam google me search kiya. Ab cached par click kiye

Step 3. Cached par click karne ke baad ek page open hoga usme se sabse uper side me view source code par click kare template screeshot google ke dwara liya hua open hoga jisme aap asani se template name seach kar sakte hai.

 Step 4. Ab is screenshot me dekhye ki template name kaha ho sakta hai. like that..


Aapne dekha ki aapne asani se template name ko find kar liya.

UPDATED??
Yadi aap blogger ke kisi bhi site ka source code ko dekhana chahte hai to aap apne browser me jaye aur jis website ka source code janna chahte hai wo website ko open kare.

1. Ab Mouse se right click kare aur view source code par click kare
2. Ab ek window open hogi jisme se us website ki  code open ho jayegi.

Aap chahe to kisi bhi blogspot site ka source code bina website khole bina bhi dekh sakte hai. Aaiye janate hai??

1. Sabse pahle browser open kare aur search bar me view-source: ko likhe.
2. Ab website ka name likhe aur Enter kare. Website ki source code open ho jayegi.
Note :- source code hamesha .txt format me dikhte hai.
Agar aap kisi template ka source code dekhte hai aur aap chahe to <head> tag ka code me koi pareshani nahi rahti hai matlab us tag me koi changes nahi hoti hai jabki others tag jaise <body> aur others tags me code source badal jate hai wo isiliye ki <body tag me hamare website ya blog ke content availble rahte hai. aur isme hume kisi content ko mool swaroop me lane ke liye hume coding sikhnani hogi. Tab jakar hum kahi code ko pahchankar hum use kar sakkte hai. Kaisi lagi ye trick hume bataiye. Humara page like karna n bhooliye. Humse suscribe karke hamesha connected rahiye.