Free me internet kaise chalaye latest tricks

Free me internet kaise chalaye latest tricks

Free internet kaise chalate hai wo bhi bina net ka recharge karaye hue is article me hum aapko batayenge ki pc aur mobile par kaise free me net prayog kare. Aap chahe to VPN app Ka use karke bhi Free Internet Chala sakte hai. VPN app Lagbhag Sabhi Network par kaam karte hai.



A Little About Free Internet

waise to india me bahut se internet service provider (idea, airtel, vodafone, bsnl, aircel etc) hai . Ye sab hume internet ki service charges lekar karti hai. Lekin yaha par jis operator ( sim me) me internet free me use karenge wo airtel ki sim me. To aaiye jante hai ki free me internet kaise chalate hai..





Requirement To use Free Internet

  • Airtel sim jisme 3g chalu ho. Agar aap 2g par use karte hai to speed slow hogi. isiliye mobile network 3g par hi rakhe.
  • ek laptop ya computer (sath me koi modem jaise netsetter. Netsetter hi recommended hai)
  • Android phone ( Yadi aapke paas laptop ya pc nahi hai to Android phone par free net use kar sakte hai.)


Airtel par free me net use karne ke liye common bate..
Proxy- Airtel ki ye free internet trick proxy par aadharit hai. Yaha par kuch working proxy di ja rahi hai.
–german-proxy.de or 213.202.215.157
– prx.im or 176.126.237.199
– 4everproxy.com
– webproxy.stealthy.co
– 0000a-fast-proxy.de
– 4everproxy.com OR 192.30.136.222
– 95.211.209.163 
– zendproxy.com 
– 85.17.141.35 
– 5.10.71.134 OR Jetproxy.com
– 5.199.140.148 OR proxy.hmastuff.com
– 63.25.153.7

Port- Waise amuman sabhi sim ke port 8080 hote hai jo open nahi hote hai. yaha par Do port free me aur hamesha open rahte hai. wo hai 80 aur 443 . In dono Port par hi Free me internet try kare.
Homepage- ye kisi website ka sabse pahla page hota hai. Free internet ki trick me 56789.airtel.in , one.airtel.in Aur www.airtel.in sabse popular hai. So isiliye yadi aap free internet ka use karna chah rahe ho . inhi adress ko homepage ke roop me prayog kare.
APN- Alag alag operator ke alag apn yani access point name hote hai. jaise Telenor ka telenor, Idea ka internet , Airtel ka airtelgprs.com. | 

Aaiye aapko sankshep me batate hai airtel ki trick me kaun-kaun si proxy,port aur homepage ki jaroorat hogi.
Name- Sabhow Tricks
APN  - airtelgprs.com
Proxy - german-proxy.de , 0000a-fast-proxy.de
Homepage- www.airtel.in , one.airtel.in , 56789.airtel.com
Port- 80



#Android Phone par Settings Kaise Karte hai?

step 1. sabse pahle Android mobile ke setting me jaye aur mobile nettwork select kare.

step 2. Iske baad Access point Name par click kare. Phir new Apn par click kare. Iske baad aapko ye cheji bharni hogi. Aap kewal ye column dekhkar hi bhare aur baki ko khali chod de.
  • Name- Sabhow Tricks
  • APN - airtelgprs.com
  • Proxy - 0000a-fast-proxy.de , german-proxy.de
  • Homepage - www.airtel.in 
  • Port - 80
Step 3. Bharne ke Baad save button press kijiye aur is APN ko Default ke roop me select kijiye.

step 4. Ab Apne mobile ka Default Browser ya Google chrome open kijiye. usme koi homepage address dalkar open kijiye. ( popular homepage- www.airtel.in )

[Tested in - Utter Pradesh ( East )]

Ab aap Free me net apne mobile par use kar sakte hai.


#Computer & Laptop Par Free Internet ki Settings Kaise kare


step 1. Sabse pahle star menu ( Start Button ) par click kare aur phir control panel par jaye.

step 2. Internet options > Connections par click kare.

step 3. Lan Settings par click kare. Ab ek window open hogi jisme se aapko ye bharni hogi.
  • Address - 0000a-fast-proxy.de
  • Port - 80 
  • Use your proxy server for LAN par tick kare
  • byoass for proxy for local server par tick kare

step 4. Ab ok par click kare aur apne laptop par google chrome open kare. Aur address bar jakar www.airtel.in ya 56789.airtel.in dalkar enter daba de aapki proxy server open ho jayegi jisme aap koi bhi website ka address dalkar open kar sakte hai.
[Tested in - Utter Pradesh ( East )]

Agar hum free net ka use karte hai to koi problem nahi hai aur safe bhi hai. ye ek legal tarika hai. Free me internet use hum kewal kuch sites ka hi kar sakte hai. Hum puri internet ki sites ka istemal nahi kar sakte hai. Aur hume isse ek fayda hai jo ki india me rahkar kisi dusre country ka server use kar sakte hai. Wo bhi bina kisi problem ke.kuch free server http ki site open karne me support karti hai to kuch server aise bhi hai jo https ki sites ko support nahi karti hai. 

aap hamare dwara diye gaye proxy aur port se setting karke free internet ka maja lijiye aur phir yadi koi problem ho to comment me hume jaroor bataye. hum aapki sahayata jaroor karenge.