Blogger par https Enable Kaise Kare | Security Tips

Blogger par https Enable Kaise Kare | Security Tips

Blogger Par https enable kaise kare. https enable karke apne blog ki security ko aur bhhi strong kar sakte hai. Aaiye Jante hai https ke bare me.
'hacking' word internet par aajkal bahut popular hai. Sabhi log jante hai hacking mean 'chori karne' se hota hai. Aaj hum janenge ki apne blog ki https on karke security kaise barhaye. Yah sabhi sarvwidit hai ki internet par kuch bhi hack ho sakta hai. Personal imformation, websites hacking aaj kal internet par aam hai. Internet par kuch bhi hack ho satkta hai jisme se cyber hacking, blog hacking, and aur bahut si hacking shamil hai. Ab jante hai blogger par blog ki-


Blog ki security bahut jaroori hai. Khaskar ke jab koi blog popular ho. Blogger par blog ke liye ek google account ki jaroorat padti hai. Jisse free me apna koi blog blogspot ke jariye banaya ja sakta hai. Blogger blogging ka ek barhiya palteform hai. Iski khasiyat yah hai ki bilkul free hai. Blogger par google ne http & https dono option diye hai. Aaiye jante hai ki http & https kya hote hai.

htpps & http kya hai?

Aap internet par browsing karte hi honge aur aap dekhte honge ki kisi web page ka link http ya https se shuru hota hai. Http mean hyper text transfer protocol hota hai. http ek aisa protocol hai jo internet aur browser ke beech data ka communication banata hai. Ye ek simple data communication ka protocol hai. http jyada secure protocol nahi hai.

https mean hyper text transfer protocol secure hota hai. Jis website ka homepage https ke sath open hota hai wo site completely safe rahti hai. Lekin yadi http se yadi kisi site homepage opn hota hai to yah samjha jata hai ye site purnatah safe nahi hai. Aaiye ab apko batate hai blogger par https kaise open kiye jaye.


Blogger par https enable kaise karte hai?

1. Aapko sabse pahle blogger me sign karna hoga phir dashboard me jakar setings>>basic par click kare .




2. Aap  https on/off kar sakte hai. Https on karke apna blog secure kar sakte hai.


I hope ye jankari aapko achi lagi hogi. Humse coomment ke madhyam se blogger se sambandhit sawal puch sakte hai. Aur last me hamara facebook page like karna n bhoole