Guest Post

Hello Friends, Hum apne Blog par Tech and Internet tips and Tricks se relatesd Guest post ko invite karte hai. Aap hume Guest Post karne se pahle hamare rules ko jaroor parh le. Taki hum aapke post ko jaldi se jaldi post kar sake.

Hume Aap Guest Kyo kare?

Hum aapke Guest post ko apne blog par swagat karte hai. Hamari ye blog ki site sirf -b- sirf blogging ko samarpit hai. Hamarye blog puri tarah se Google hosted hai. Hum apne hindi bhasha ke sath-sath blogging ko barhawa dete hai. hamari is blog ki yahi koshish hai aapko Technical se related aapko nayi nayi jankariya pradan kare. 

Guest Post ke Niyam:-

Aap hamare blog par Guest post karne se pahle hamare dwara rules ko follow kar le. 
1. Aapki Post Self Generate ki hui ho. 
2. Aapki Post kahi se copy nahi ki gayi ho. Aisa isiliye ki Copyright Post Blog ko Nuksaan pahuchata hai.
3. Post Minimum 350 Words ki Honi Chahiye.
4. Aap Hum Apne post ko .doc file me OR PDF file me likhkar send kar sakte hai.
5. Ek baat aur dhyan dene yogya hai ki Aap apne post ko Ya to Hindi me likhe Or HInglish me likhe. Aapki post ki spelling mismatcha nahi honi chahiye.
6. Post ko Clean and clear likhe.


Guest Post Karne Ke Fayde

Hum Aapko bata dete hai ki Aapko hamari site par guest post karne ke kya kya fayde hone wale hai.
1. Aapke Naam ke sath Post ko apne blog par publish karenge. Taki aapko post ke dwara pahchan mile.
2. Aapke Apne Blog par Ek DoFollow Backlink Bhi denge. Jo aapki site par visiter ko redirect hone me madad karengi.
3. Yadi Aapka Post Jyada Popular Hua to Hum Apko 10 - 20 Rs Paytm cash ke roop me Pradaan karenge. Isiliye Aap hume apne post ke last me apna E-mail ID jaroor likhe Taki Hum aapse contact kar sake.


Guest Post Kaha Par send kare

Aap hamari website ke e-mail Address par Turant Send kar sakte hai. Kyoki Isse Achcha jariya hum kisi other source ko nahi mante hai. Isiliye Aap Humari E-mail ID par Hi send kare.

E-mail ID - sabhowblog@gmail.com

TnC From Sabhow

Aap Hamari uprokt rules ko parhkar ke Guest post send kar sakte hai. Hum Apne Rules me kabhi bhi Changes kar sakte hai.