OneSignal Push Notification Widget Blogger Me Kaise Lagaye

OneSignal Push Notification Widget Blogger Me Kaise Lagaye

OneSignal Web Push Notification Widget ko apne blog me kaise lagate hai hum aapko is post me bata rahe hai. OneSignal Notification Widget Ko Apne Blog lagana Blogger Ke liye bahut fayde hote hai. Aisa isiliye hai ki jab koi visiter aapke blog ko subscribe kar leta hai to usko apne hi browser par lagatar updates milti rahti hai. Jab Aap Koi New Post karte ho to..



OneSignal Web Push Notification Widget ko apne website me lagane se pahle aapko batate hai ki Push Notification ek communication channel hai jaha se aap apne visiter, Mobile Me ek short message bhej sakte hai. Jisse Ki Aapki Kisi Bhi App Ya Websites Ki Updates Kisi Bhi Mobile User Ya Visiter Ko Milti rahe.

Also Read :

  1. Blockquote kya hai? Blogger par Blockquote kaise use kare?
  2. Anti Adblocker Script Website aur blog ke liye  


How To Add OneSignal Push Notiication In your Website
1. Aapko OneSignal.com Par jana Hoga.
2. Login Button Ko Select Kare. Ek Popup Button open hoga jisme aapko sign up karna hai.
3. Aap Apni Email, Possword , Company name Dalkar Apna Ek Account Bana Le. Ya Aap Chahe To sidhe Apne Google Account, Facebook account , Github Account se bhi signup kar sakte hai.
4. Aap Create Account Par Click Karke Apna Account bana lijiye.
5. Aap Login Kare Aur Dashboard open kare.

6. Aapko Ek Popup windows Dikhegi Jisme Apko App Name Likhna hai. 



7. Next Par jaye aur Aapko Next page me Browser ki list milegi waha se all browser select kar de.



9. Aapko Plateform Choose karne ko kaha Jayega. So aap Blogger Plateform Choose kar le.
10. Aapko OneSignal Setup Karna Hoga. Aap Aapne Website ka Naam , Website Ki Link, Label Link Fill kar de.



11. Save Par Click Kare. Aur Agle Page Par aapka Code Hoga jisme Aapko Apko Copy Karna Hai.

OneSignal Code Copy Kar lijiye


Adding OneSignal to your Blogs Or Website
1. Aap Sabse Pahle Blogger Dashboard Khl le. Theme > Edit Html Par Jaye.
2. CTRL + F ka Use Kare Aur <head> Code Search kare.
3. Ab Aapke Dwara Copy Kiya Gaya OneSignal Widget Code Iske Niche Paste Kar De.
4. Save Template Kar Dijiye. 
5. Aapke BLog par OneSignal Code Add Ho gaya hai Aur aap ise apne blog par dekh sakte hai.

Aapne Jana Ki Blogger Par OneSignal Web Push Notication Kaise Add Kare aur Iske Kaise Apne Blog Ke liye prayog kare. Hum Is Post me Aapko Complete Jankari Di.
Hope Aapko Jankari Pasand Aayi hogi. Hume Like & Subscribe Kijiye.