Blogger Post Ko Schedule Se Publish Kaise kare?

Aisa Aap Chahte hai Ki Aapki Post Jisne Aap Automatic Apne Kisi ek time par publish karna, To aapko hum post ko publish karne ke schedule ke bare me bata rahe hai. Post Ko Schedule banakar publish karne se hume bahut se benefits milte hai. 

1. Koi bhi search engine yahi chahta hai ki usme submit ki gayi website hamesha update hoti rahe. Aur User ko uske man ke Mutabik Jankariya Milti Rahe. Yaha Par Dhyan dene yogy hai ki Aapko post kisi ek time par hi publish karna chahiye. Taki user ko pata chal sake ki aapki site hamaesha update hoti rahti hai. Aise Website Ko Search Engine Me Achci Ranking Milti hai. 


2. Visiter Aapki Site Ko Pasand Karne Lagega aur jab use parhne ke aadat ho jayegi to wo baar baar aapki site par aayega. Aisa tabhi sambhav hai jab Aap site ko regular upadate karte raho.

3. Schedule Karna Sabse Easy Kaam hai. Aap Post Ko Pura Parhakar Jaan sakte hai.

Post Scheduling Kya Hai?
Post Schedule Ka Matlab Kisi Post Ko Apne Dwara Set Kiye gaye Time Aur Date Par Publish Karna. Aisa Jab Hota Hai Jab hum Post Ko Likhkar Draft Me Save Rakhte Hai.

Post Scheduling Ka Best Time 
Aapko Samjhna hoga ki aapke blog par kab jyada visiter aate hai. Aur Jab Aap aisa kar paye to aap usi time par post ko publish kar de taki.  Post ko publish hote hai reader aapki post ko parh le. Post Scheduling Ka Best Time Evening Ka hai. 

Blog Ki Post Ko Schedule Kaise Kare
Agar Aap Blogger Ka Plateform use Kar rahe hai To Aapko Process Batata hai Ki Kisi Bhi Bhi Post Ek Time Par Post Publish Karne Ki..

Step 1. Aapko Blogger Dashboard Open Karna Hoga. Usme Se Aap ko New Post Par Click Karna Hoga. 

Step 2. Aapko Phir Se Koi New Post Likhni hogi Jise Aap Scheduling ke liye add karna chahte hai. Post Ko Ache Se Likh Lijiye. 

Step 3. Ab Aap Post Ke Right Side Me Dekhiye Aur Schedule Par Click Kijiye. Ab Aapko 2 Option Dikhayi Degi.
1. Automatic 
2. Set date and Time

Step 4. Aap Set Date Time Par Click kijiye Aur AB Apna Time And Sate Add Kar Lijiye Aur Done Par Click Karne Ke baad aap Post ko save kar lijiye.

Congratulations, Aapki Post Aapke dwara set kiye gaye date and time Par Post Automaic Publish ho jayegi.